Header Banner

IPL 2025 ke bache hue matches ka poora schedule yahan dekhein

Know more about Kaif By Kaif - May 15, 2025 02:40 PM
Last updated on May 15, 2025 02:40 PM
IPL 2025 ke bache hue matches ka poora schedule yahan dekhein

Image Source: X

IPL 2025 Schedule: IPL ke 18th season ke baaki bache matches ka schedule BCCI ne ghoshit kar diya gaya hai. IPL 2025 ko Bharat-Pakistan ke beech aapsi takraav ke kaaran ek week ke liye postpond kar diya gaya tha. Ab ceasefire ka elaan ho gaya hai toh BCCI ne tournament ke revised schedule ka elaan Monday ko kar diya tha. IPL 2025 ke baaki bache match phir se 17 May se shuru honge aur final teen June ko khela jayega.

IPL 2025 mein kul 17 match khele jaane baaki hain. Jismein playoffs ke chaar match bhi hain. Pehla Qualifier 29 May ko phir Eliminator 30 May ko, jabki doosra Qualifier 1 June ko hoga. 1 Final teen June ko khela jayega. Toh aaiye dekhte hain IPL 2025 ke bache hue matches ka poora schedule

IPL 2025

Image Source: X

IPL 2025 ke bache hue matches ka poora schedule

  • May 17: Royal Challengers Bengaluru vs Kolkata Knight Riders, Bengaluru, 7:30 PM IST  
  • May 18: Rajasthan Royals vs Punjab Kings, Jaipur, 3:30 PM IST  
  • May 18: Delhi Capitals vs Gujarat Titans, Delhi, 7:30 PM IST
  • May 19: Lucknow Super Giants vs Sunrisers Hyderabad, Lucknow, 7:30 PM IST
  • May 20: Chennai Super Kings vs Rajasthan Royals, 7:30 PM, Delhi
  • May 21: Mumbai Indians vs Delhi Capitals, Mumbai, 7:30 PM IST
  • May 22: Gujarat Titans vs Lucknow Super Giants, Ahmedabad, 7:30 PM IST
  • May 23: Royal Challengers Bengaluru vs Sunrisers Hyderabad, Bengaluru, 7:30 PM IST  
  • May 24: Punjab Kings vs Delhi Capitals, Jaipur, 7:30 PM IST
  • May 25: Gujarat Titans vs Chennai Super Kings, Ahmedabad, 3:30 PM IST
  • May 25: Sunrisers Hyderabad vs Kolkata Knight Riders, Delhi, 7:30 PM IST
  • May 26: Punjab Kings vs Mumbai Indians, Jaipur, 7:30 PM IST
  • May 27: Lucknow Super Giants vs Royal Challengers Bengaluru, Lucknow, 7:30 PM IST
  • Playoffs
  • May 29: Qualifier 1 (Team 1 vs Team 2), Venue TBD, 7:30 PM IST
  • May 30: Eliminator (Team 3 vs Team 4), Venue TBD, 7:30 PM IST  
  • June 1: Qualifier 2 (Loser of Q1 vs Winner of Eliminator), Venue TBD, 7:30 PM IST  
  • June 3: Final (Winner of Q1 vs Winner of Q2), Venue TBD, 7:30 PM IST

Also Read: RCB vs KKR Dream11 Prediction, Team, Playing 11, Pitch and Weather Report

Give Your Feedback



Footer Sticky Banner